Google Search

Friday, 19 September 2014

Latest SMS Shayari in Hindi http://ift.tt/1leRpqR

Hind SMS


Kismat par aitbaar kisko hai,

Mil jaye khushi inkar kisko hai,

Kuch majburiyan hai meri jaan,

Warna judai se pyar kisko hai…

`

Yaadon mein tum, khwabon mein tum

Aankhon mein tum, dil mein tum

Yaad karein bhi to kaise karein dost tujhko

Jise bhula na paayein wo hi shaks ho tum…..

`

Aapne muskurana sikhaya hai,

Aapne hume hansaya hai,

Bahut shukriya aapka,

Zindagi jine ka naya andaaz;

Aapne hume bataya hai…

`

chahat meri vo kabhi jaan na paye,

paas rehkar bhi kabhi hume pechaan na paye,

unse shikwa kare bhi to kaise,

kasoor to hamara tha ke hum unhe bhool napaye.

`

Muskurade zindagi karz nibhana hai,

kitni mushkilein kyun na ho khadam age badana hai.

kaante na chubhenge pairon mein

unhe phool samajh kar dikhlana hai…

`

Hum hawa nahi jo kho jayenge,

Waqt nahi jo guzar jayenge,

Hum mausam nahi jo badal jayenge,

Hum to aansu hai jo khushi aur ghum dono me saath nibhaenge….







via Hindi Shayari http://ift.tt/1rld5Tv

No comments:

Post a Comment

GOOGLE ADSENCE