Zroorat nahi bachpan ko dhundne ki
woh to har pal hai hmare mann mein rehta
na chhodo pani mein kagaj ki kashtian
kyunki achi-achi kashtian paar nahi lagati
yeh bachpan wala samander hai hi itna gehra
har insan hai apne is bachpan ko dhundta rehta….

via Hindi Shayari http://ift.tt/1vCk3T0
No comments:
Post a Comment